Scrap9

โ™ป๏ธ Scrap Pickup at Your Doorstep

Scrap Buyer in Gurugram: Best Price, Free Pickup

AC, fridge, washing machine, TV, cooler, copper, iron aur aluminium scrap, sab kuch ghar se uthaate hain. Aapke saamne weighing aur turant payment.

  • โœ” Free Pickup
  • โœ” Digital Weighing
  • โœ” Instant Payment
  • โœ” Same-Day Service

Free Pickup Book Karein

Form bharne ke baad aapki detail humare paas save ho jayegi aur hum call karenge.

Sirf JPG ya PNG, 2 MB tak.

Process

Scrap bechna ab bahut aasan

1

Call ya WhatsApp karein

Scrap ki detail batayein aur pickup ka time tay karein.

2

Hum ghar aate hain

Humari team aapke ghar ya dukaan par aati hai aur saamne weighing karti hai.

3

Turant payment

Weighing ke baad cash ya UPI se usi waqt payment.

Kyon Scrap9

Hum par bharosa kyon karein

โš–๏ธ

Sahi Weighing

Digital kaanta, aapke saamne weighing.

๐Ÿ’ฐ

Fair Rate

Metal aur grade ke hisaab se saaf rate.

๐Ÿšš

Free Pickup

Ghar, dukaan aur godown se free pickup.

โšก

Instant Payment

Cash ya UPI, usi waqt.

FAQ

Aksar puchhe jaane wale sawal

Scrap9 se scrap pickup kaise book karein?

Aap humein call ya WhatsApp kar sakte hain, ya contact page ka form bhar sakte hain. Hum scrap ki detail lekar pickup ka time tay kar dete hain.

Kya pickup free hai?

Haan, normal quantity ke liye ghar ya dukaan se pickup free hai. Bahut door ya bahut kam quantity par pehle hi bata diya jata hai.

Payment kaise milti hai?

Weighing ke baad aapke saamne hi cash ya UPI se payment ho jati hai.

Rate kaise tay hota hai?

Rate metal ke type, grade, saaf-safai aur roz ke market ke hisaab se tay hota hai. Isiliye pakka rate call karke hi milta hai.

Saare sawal dekhein โ†’

Scrap bechna hai? Aaj hi pickup book karein

Ek call par free pickup, saamne weighing aur turant payment. Gurugram aur aas-paas ke areas me service.

๐Ÿ“ž +91 95404 15632 WhatsApp