Scrap9

Frequently Asked Questions

Scrap pickup, rate aur payment se jude sabse common sawal.

Scrap9 se scrap pickup kaise book karein?

Aap humein call ya WhatsApp kar sakte hain, ya contact page ka form bhar sakte hain. Hum scrap ki detail lekar pickup ka time tay kar dete hain.

Kya pickup free hai?

Haan, normal quantity ke liye ghar ya dukaan se pickup free hai. Bahut door ya bahut kam quantity par pehle hi bata diya jata hai.

Payment kaise milti hai?

Weighing ke baad aapke saamne hi cash ya UPI se payment ho jati hai.

Rate kaise tay hota hai?

Rate metal ke type, grade, saaf-safai aur roz ke market ke hisaab se tay hota hai. Isiliye pakka rate call karke hi milta hai.

Kya kharab ya band appliance bhi le lete ho?

Haan. AC, fridge, washing machine, TV aur cooler kharab ho ya band, hum use metal aur parts ki value par kharid lete hain.

Weighing kaise hoti hai?

Digital kaante se aapke saamne weighing hoti hai, taaki aapko poora bharosa rahe.

Kya bulk ya factory scrap bhi lete ho?

Haan, bulk, godown aur factory scrap ke liye humari team gaadi ke saath site par aati hai aur bulk rate milta hai.

Kaun-kaun se areas me service hai?

Hum poore sheher aur aas-paas ke areas me service dete hain. Aapka area kavar hota hai ya nahi, ye call karke confirm kar lein.

Aapka sawal nahi mila? Humse seedha puchhein โ†’

Scrap bechna hai? Aaj hi pickup book karein

Ek call par free pickup, saamne weighing aur turant payment. Gurugram aur aas-paas ke areas me service.

๐Ÿ“ž +91 82188 63590 WhatsApp