About Scrap9
Ek bharosemand scrap buyer jo Gurugram me ghar-ghar jaakar scrap kharidta hai.
Hum kaun hain
Scrap9 ek scrap pickup aur scrap buying service hai. Humara kaam simple hai: aapke ghar, dukaan ya godown se purana scrap uthana, saamne weighing karna aur turant sahi payment dena.
Hum AC, refrigerator, washing machine, TV, cooler ke saath copper, iron, aluminium, brass aur mixed metal scrap kharidte hain. Gharelu customer se lekar factory aur contractor tak, sabke liye humare paas service hai.
Humari koshish hai ki scrap bechne ka experience aasan, saaf aur bharosemand ho. Isiliye hum rate pehle batate hain, weighing aapke saamne karte hain aur payment usi waqt dete hain.
10+
Scrap categories
Free
Doorstep pickup
Same Day
Service available
Instant
Cash / UPI payment
Humare usool
Imaandaari
Saaf rate, saamne weighing, koi chhupa hua kaat nahi.
Samay ki pabandi
Jo time bataya, usi par pickup.
Environment ka khayal
Scrap ko recycling tak pahunchana, kachre me nahi fenkna.
Scrap bechna hai? Aaj hi pickup book karein
Ek call par free pickup, saamne weighing aur turant payment. Gurugram aur aas-paas ke areas me service.